LYRIC


Rating

Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar…
Mujh Pe Apne Husn Ki Bijali Na Giraa
Female:
Aa Chehre Pe Daal Doon
Zulfoon Ki Ghataa
Male:
Khwaabon Ki Hoor Hai Tu
Female:
Kyoon Mujhse Door Hai Tu
Male:
Hey, Khushboo Ki Raahon Mein
Female:
Aa Meri Baahon Mein
Male:
Main Seene Se Lagaa Loon
Khayalon Mein Basaa Loon
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Mere Samne Mehboob Hai
Mausam Jawaan Kya Khoob Hai
Male:
Waffa Ka Afsana
Likhenge Jaan-E-Jaana
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Haan Haan, Jaan-E-Jigar…
Abh Na Hoga Kum Kabhi
Ulfat Ka Nasha
Male:
Karti Hai Pagal Mujhe
Teri Har Adaa
Female:
Itna Hi Kehna Hai
Male:
Palkoon Mein Rehna Hai
Female:
Ek Lamhaa, Ek Bhi Din
Male:
Jeena Kya Tere Bin
Female:
Ye Meri Zindgaani
Hai Teri Hi Kahaani
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Kuch Tum Kaho
Kuch Main Kahoon
Aise Main Kyoon Doori Sahoon
Female:
Nigaahon Mein Basaaon
Main Teri Ban Jaaon
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Female:
Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Male:
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Jaale To Jaale
Male:
Ye Baairi Zamaana
Female/Male:
Jaale To Jaale…

VIDEO

ADVERTISEMENT