Itni Haseen Itni Jawaan Raat

Category:

Description

Movie – Aaj Aur Kal

Itni hasin itni jawa rat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare
Jage hai kuch ajib se jazbat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare

Sanso me ghul rahi hai kisi sans ki mahak
Sanso me ghul rahi hai kisi sans ki mahak
Daman ko chhu raha hai koi hath kya kare
Daman ko chhu raha hai koi hath kya kare
Jage hai kuch ajib se jazbat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare

Shayad tumhare aane se ye bhed khul sake
Shayad tumhare aane se ye bhed khul sake
Hairan hai ki aaj nai bat kya kare
Jage hai kuch ajib se jazbat kya kare
Itni hasin itni jawa rat kya kare.